Bank ke muamelat do tarah ke hain,
1- Haram mumelat masaln sood lena dena uspar gavah banna aor uske lean dean ka jo bhi kam ho anjam dena ya un cumpanyeo ke muamelat anjam dena jo suud lete dete hain ya sharab kharido forokht karte hain aise chezon me kam karna jayez nahi hai aor tankhah ka bhi mustahaqq nahi hai
2- Jayez muamelat upar jo bayan kiya gaya unke alavah baqiya jayez hai