Bazaar mey ya waise roz karta ki zindagi mey na mehram par nazar pad jati hai bina jan puch kar kia wo gunha hai or mey tution padata hu to students ki mummy se baat karni ki zarurat padti hai kabhi kabhi dekhkar kar unse baat karni padti hai kia wo galat hai ya haram or ya gunha hai

Lazzat kee nazar daalna ghalat hay. Baqee khud nazar daalna ghalat nahee