Beshak khuda k liye kuch impossible nai he. Mera sawal he dua k liye k hame aisi cheez ki dua mange k jo zahiri duniya k aitebaar se impossible ho to? Jaise ki example abhi k abhi mere pas kuch na ho aur gadi aa jaye? Ya fir dusra example me abhi k abhi karbala poch jau.

Aisi dua jisko hum bol sake k agar khuda mojiza kare to hi shayad possible ho, uske bare me kya he?

Is tarah dua na karain kai khuda ka imtaihaan lain ham riwayatoun mai is ki mazammat aai hai warna har jaiz dua jaiz hai