1) Hath khol kar namaz parhny ki jo ayaat quran pak mein nazil huin hain, meherbani farma kar un ayaat k numbers aur surah btaa dein.

2) Kya mard gold pehan sakta hai ya nahi ? Aur nahi pehan sakta to q nahi pehan sakta ? Hawala k sath btaa dein.

3) Kya mard hambistri k doran apni wife ki back side se "farj" mein dkhool kar sakta hai ? Aur kya is tareeqa se honay waly bachay pe koi ghalat asar parh sakta hai ? Ya bachay ko koi nuqsan ho sakta hai ? Please hidayet farmaa dein.

1. Aisi koi ayat mere ilm mein tou nahi hai
2. Nahi pehensakta, wujoohat keliye apne marja se rujoo karein
3. Karsakta Aur is mein koi harj nahi hai chahiye bacha bhi paida ho