Mera sawal tha k agar koi apko force kry jhoot bolny lye jece apky baba mama to hm kia krein? Ya jc ko btana ho usko bta dein k uhn ny hmhein yeh sab btaya sach hmhein pta ho mgr phir bi agr koi jhoot bola to r samny wly ko bta dein k unhn ny aesa bolny ko kaha to kya iska gunah hoga?
Jooth bolna haram hai. Agr muskil ho to toriye se kam le. Agr jooth bola hai to us ko sachi ittela dena who jooth ki asar ko daikh kare tey kiya ja sakta hai: baz jaha wajib hoga baz jaha haram hoga baz jaha jaruri nahi hoga