Darya ka paani (jo namkeen hota hai) mutlaq me shumaar hoga ya muzaaf me. Aaya usse Wuzu Kiya jaa sakta hai?

Darya ka paani Mutlaq hai aur usse Wudhu aur Ghusl dono kiya ja sakta hai.