Ek aurat hai jo kafi bimar hai lekin unke pass dawa tak ki paise pure nahi pad rhe hai. Woh khud sadat nahi par ek sadat ki aqad me thi kyunki kafi waqt pehle unke shaukar ka inteqal hogaya tha. Mera yeh sawal hai ki kya unki madat sahme sadaat se ki jaa sakti hai.?

Bache baap ke sabab syed kahlyaenge Magar biwi saiyed ki biwi hone Ki wajah se sahme sadaar nahi Le Sakti kyinke yeh ghareeb sadaat ka haq hai jis tarah ghair e saiyed ka Fitra Aur Zakat jo wajib sadaqe ki Qism hai saiyed nahi Le sakta hai
Hamari is Momina Bahen ki log Sadaqat Aur donation ke zariye madad karein