Ek hota hai k khuda hmari har dua qubul kr rhai hai magar razi nahi hai. Ek hota hai k khuda humse razi hai khush hai to ye kaise pata chalega k khuda humse razi hai khush hai or kaise pata chalega k wo raheem hai apni rehmat hum pr nazil kr rha haj magar razi nahi hai humse?

Imam Ali as se sawal howa tu aap ne jawab diya agar gunah se buch rahe ho aur wajib ko anjam de rahe hain tu iska matlab woh razi hai us ne bargah se nikala nahi hai