Ek masla gusle mase mayyat k silsile se daryaft krna chahta hu , ki agar kisi shaqs Insan ka profession doctor ya nurse h aur wo din k darmyan ya raat m jb bhi uski duty ho agar wo miyyat murde Ko duty k time touch kr deta h aur kbhi kbhi patient ka checkup krt time patient nurse ya doctor k hato m dum tod deta h to us pr gusl wajib h ki nhi janab zra thodi si wazahat kr dijye

Agar maut ke bad Jism thanda ho Gaya ho Aur touch kiya ho tu ghusl e mas e maiyat wajib hoga chahe profession hi kyo na ho Magar aap agar gloves pahen kar body ko touch karein tu ghusl wajib nahi hoga
Normally doctors gloves pahen kar hi touch karte hain