Ek shaks haram kamata ha wo agr majlis krway haram peso sy to kya us haram peso ke bna langer kha skty hain?

Agar langer ki chize apne zime par khari di ho ya uska imkan ho to kha sakte hai chanbin karne ki jarurat nahi hai