Ek shia ki kia nishanian hoti hain kia characteristics hote hain please brief answer de jiye.

1- Namaz Awwale waqt ada karta ho
2- Amanat me khayanat na karta ho
3- Wada wafa karta hon
4- Such bolta hon
5- Momeneen ke raaz ki hifazat karta ho
6- Zarooratmando ki madad karta ho
7- Ghar walo ka khayal karta ho
8- Wajibaat ada karta ho Aur gunaho se bachta ho