Fajar ki namaz hamare yaha time hone k 30 min baad hoti he.. to awwal time padna behtar he ya jamat namaz padna after 30 mins ? June 3, 2018 by Hasan mahdi Namaz awake waqt padhne Ka Bahot sawab hai lekin jamat Ka Intezar bhi sawab hai aur agar jamat me 10 log Se zyada ho jayein tu koiSawab Ko count nahi kar sakta hai Han yeh zaroor Hai jamat ke Qayem Karne me zyada der nahi Karni chahiye Wassalam Sayed Abul Qasim Rizvi