fazaao mai bohot kohram hai talaq ko le kar Jo ki apna masala hai nahi ..Lenin apna jaana bhi to zaruri hai…toh mujhe yeh batayen ki akhir apne (shiya ashna e ashri) mai talaq ki kya kya sharayet hai or completely talaq hoti kaise hai? kya talaq k baad bhi aamdi apni talaq shuda aurat ka makrooz hai? I mean talaq k baad Admi clean cheet ho jata hai yaa fir bhi aurat ki zimmedari utthana us pe lazim hai??