Foreign country mei kam karty waqt agr awal waqt namaz na parh saky to ye is farman k khilaf hoga jo Imam a.s ny farmaya k hamry shifat usy naseb ni hoge jo namaz ko hakeer jany?

Koshish karein Awwal e Waqt namaz Padhne
Lunch or break me padhiye aur agar ijazat nahi milti tu dosri job talash kijiy jab tak job nahi milti yeh kam karte rahiye