ghusl ke baad aur namaze fajr ada karke ye dekha ke pair par shoebite ke liye bandaid laga tha… ab kya hukm hai? June 3, 2018 by Hasan mahdi Agar waqt fajr Baqi hai tu ghusl karke namaz e fajr dobara padhni hogi Agar waqt guzar Gaya tu fajr sahi hai Magar agli namazon ke liye bandaid nikal kar phir Se ghusl Karna hoga Sayed Abul Qasim Rizvi