Ham ramzan me 30 din ke liye official training ke liye dusre city jaa rahe hain jiska distance 1000 ke aas paas hai,Toh aise me roza rakhne ka kya usool hai,Kya roza rakh sakte hain

Agr ap lgatar 10 din ya usse ziyada wahan stay karenge to ap par roza rakhna wajib hai