Hamare ghar ki water supply m pani naale k pani me mix ho kar araha hai. Pani m badboo aur pila pani hai, jaagh wala. Hamare country me wo water purifier ata h jo kharab pani ko saaf krta hai to agar ham naale wale mixed pani ko wo water se purify krke use kre to kiya woh sahi rahega?
Agar apke ghar mai anewale pani me najasat ki smell colour ya test ata hai to voh najis hai to To purify karke istemal kana chahe to kur pani se mix karke pak karna zaruri hai