hamare yahan jume ki namaz Apne sharait ke sath nai Hoti..to hame kya karna chahiye

Zuhr ki namaz ada karein. Agar shirkat karne se Woh Tashayyo se qareeb ayenge to shirkat karne mein sawaab hai, Lekin juma ki namaz ke baad Zuhr wajib ki niyyat se ada karni hogi.