Hath bandh kar namz parhana kesa hai??? agar ye galat hai to koi hadess ya rawayaat pesh karen ki wazeh hojaye

Imam sadiq a.s farmate hain ke takattuf namaz ko batil kar deta hai.
Ye riwayat wasael al shia me hai

Hath bandh kar namz parhana kesa hai??? agar ye galat hai to koi hadess ya rawayaat pesh karen ki wazeh hojaye

Wasaelush shia Vol 4 baab 15 me bahut si hadisen 5th and 6th imam se hain jisme ise kufr kaha gaya hai aur imam ne farmaya hai ye majusi qaum ki harkat h