Hme ye puchna h ki kya 14 sitare ek motbar kitab nhi h? Usme jo imame zamana ajtf k bare me likha h kya uspe puri tarah se yaqeen nahi kiya ja sakta? August 12, 2020 by Hasan mahdi 14 Sitare me har Riwayat Motabar bayan nahi ki gae hai lehaza uski har riwayat par ankh band karke bharosa nahi kiya ja sakta. Maulana Ali Abbas Khan BooksUrdu