Hum aimaa karam ko waseela mantay hain. Mai jan'na chahti hn k jb roza e imam hussain (as) pe jain ya roza e imam ali (as) pe to dua kaise mangni chahye? Aksar log direct unhi se mangtay hain. kia ye ghalat hai? please is mamlay mei rahnumaye farmaye.
Behtar hai waste de kar mange taake kisi ko Hamare Aqeede ke silsile me Shak na ho. Lekin agar direct mang raha hai Aur Niyat Waseele ki hai Aur Imam ko waseela manta hai tu Sahi hai