Hum apne marhoomeen ke qadha roze or namaz kaise pura kare jo unke haq me ada ho jaiye?

Pad agr hume na malum ho ke un ke kitne namaz or roze qadha hai to fir hum kaise unhe pura kare?

1) Jitni namaz & roza baqi ho un ki niyabt mai aap qaza namaz pade, roza rakhe ya fir kisiko uzarat de kar un se namaz padhne & roza rakhe ne ki zimmedari de dai

2) Ji miqdar ka yaqin ho qaza namaz-pade roza rakhe misal ke liye 10 din ki namaz baqi hai ya 8 din ki to 8 din ki namaz-pade