Hum jo sadka nikal te hai wo kis ko dena chaiye yani musalman ko?Gaire muslim ko de sakte hai?
Hum imam a zamana ka sadka nikal te hai wo kis ko de sakte hai?

Ghaire Muslim Ko sadaqa de sakte hain magar musalman Ko preference dein
Imam e Zamana as Ka sadaqa Imam e Zamana as ke nam par tableeghi kamon me ya ghareeb Sadaat wa momeneen Ko dein