Hum kisi masle me istekhara dekhe or usme positive answer mile fhir bhi humara mann nahi maan rha hai to agar hum positive answer par amall na kare to kesa hai?or wajib istekhara ke mani kya hai matlab konsa hai? March 16, 2019 by Hasan mahdi Istekhare me aae hue jawab par sharan amal karna wajib nahi hai. Albtta ya to istekhara na dekhe aur agr dekhe to behtar hai uspar amal kare Maulana Ali Abbas Khan Istikhara