Hum safar pe ja rahe hain Allahabad. Safar mai namaz ke ahkaam ke baare mai janna tha. Hum 5 din ke liye ja rahe hain? October 12, 2019 by Hasan mahdi Agar aap ka watan Allahbad hay to vaha namaz puri padhenge. Varna qasr.Dusri baat ke halate safar me aap ho jayse ke train vaghairame, to apne shahar se niklne k baad namaz qasr padhenge. Sheikh Rizwanali Palsania Traveler