Humko ye janna tha ki hum jab fajr ke liye uthe to namaz ke baad humne sunrise ka time check kiya aur humaare pass 2 applications hai, un mein se ek ne 7:41 am Ka time bataaya aur dusre ne 7:42 am Ka.
Humne jab namaz shuru ki to waqt 7:42 hua tha.
Humko ye janna hai ki aisi situation mein kya humaari namaz adaa hogi ya qazaa? Ehtiyaat ke taur par humne dono padh Lee hai