Ilm e ghaib Allah ki tarf se masomeen k lie naymat thi. Dekha jaye to Hazoor bhi jante they k Imam Hussain A.S k sath kya hoga wo Muawiya k marne ka huqam bhi de skte they. Per essa nahi kya. Or yeah bhi jante they k saqifa hoga or ummat ka jo hal wo ap jante hain Ahle Tashi kehte hain k Wilayat k baghair koi neki kabol nahi or Ahle Sunat to hame Muslman hi nahi mante. Yeah Sab kuch khatam ho skta tha kion k masomeen ko ilm e ghaib tha. Ilm e ghaib k bawajod Masomeen ka iek dosre se sawal or jawab krna Ahle Sunat ko is bat ka moqa deta hay k wo kahein k wo bohot si batien nahi jante they.

معصومین علیہم السلام کو اس بات کی ذمداری نہیں کے جو گناہ اب تک نہیں ہوا ہے اس کے لئے کسی کو پنیس کریں.
علم کا استعمال بھی خاص مواقعوں پر کرتے ہیں باقی کی زندگی ایک عام آدمی کی طرح بشر کرتے ہیں