Imam as ki ghaibat me apni zimmedari ko kaise pahchanein?

Sawal chota Jawab kafi Lamba hai.
Mukhtasar ye ki:
Jo jo ap par wajib hai (namaz, roza, Waldain ki itaat, ilm hasil karna, apne apko behtar banana etc) ki list banaeye
Jo jo ap par Haram hai uski list banaeye
Wajib ko anjam dijye aur sahi se anjam dijye
Haram se bachye aur usse door rahye