Imam e Zamana ka sadqa nikala jata h, un paiso ko kise dein? Is paise ko kya shabbedari ya nazr me lga skte hain?

Kisi bhi jarurat mand ko de saqte hai. Shia ko de sakte hai.
Age aap ne sadka nikala hai to shabbedari mai istemal kar sakte hai lekin kisi aur ne sadaka nikala hai aur aapko mustahaq tak pohchna ne ki zimmedari de hai to woh apne shabbedari mai istemal nahi kar sakte hai.