Imam Husain as ke khutbat ko padhein jisme Imam as ne jo maqsad bataya hai use samjhein aur apne aapko imam e waqt ki madad ke liye tayyar karein. Apne aapko karbala me mahsoos karein. Wajib ko waqt par ada karein, gunah se parhaiz karein aur muhaseba e nafs har roz karein ke main kitna imam se qareeb howa hon