Isha ki namaz qazaa kab hoti hai? Suna hai ke roz padhne wala kisi majburi me Isha ki namaz fajr se pahle padh sakta hai, amuan ya aaadatan nahi – sirf majburi me. Aur kuch log kahte hai ki 12 baje ya ek baje qazaa hoti hai. Sahi time batayen please
Isha ki namaz ka waqt aadhi rat tak hy. Aadhi rat matlab maghrib ke waqt se subah ki azan tak ka hisab lagaye. Uoos ka adha waqt jab aa jaye vohi qaza ka waqt hy. Majrburi me azane subah tak hay.