Islam mai wife/husband mai sexual intercourse ka kya hukm hai? Matalbh 1 mahine mai ekh baar ya 2 mahine mai? Limit kitni hai? Matalbh issey zyada nhi Karna Chahiye ?
Jahan tak wife ke sath hambistari ka sawal hai ziyada ki koi limit nahin hai agar uski wife ya husband dono main se kisi ek ko koi aitraz nahin hai. Magar iske liye kaha gaya hai ke 4 months se ziyada Days ka gap nahin hona chahiye.