Bhot se logo ka yeh tasvoor tha ki bada beta hi imam hota hai is liye Hazrat Ismail ki wafat ko taslim nahi kiya. Kaha woh gaib huwe hai zahir honge
baz ismaili ka kehna hai ki Imam ne apne pote mohamad ko Ismail ka janashin banaya tha
albatta is bat Ko sabit karne ki koi mazboot dadil nahi hai