Aap ke sawal ka mukhatasar jawab
ki si moatabar kitab ,ai ye hukam muje nahi mila ke Imam e Zamana ke zoohoor ki nida sun kar -sabhi ko forain Makka pohchna wajib hai-
Ha kuchh naqal mai ye Aaya hai ki Imam e Zamana ke khas ashab aise honge jo zahoor ki nida ke bad duniya mai kahi se bhi foran Imam e Zamana ki khidmat mai pohchenge