Jab me apni mangetar se bat karta hu to Bina kuch touch Kare bagar asi rutubat nikalta he woh pak he ya najis ? Agar najis he to kya masael he ? Pak he to kya masael he ?
Usko Mazi ya Wazi kahte hain aur ye pak hai lehaza koi masala nahi hai Han, agr apko yaqeen ya qawi guman ho ki Mani nikli hai to najis hai aur namaz ke liye gusl zaroori hoga.