Jamaat ki namaaz mai niyat kya karna chahiyay khass kar friday ki namaz kay liyay aur baqi wajib namazon kay liyay? October 12, 2019 by Hasan mahdi Niyyat ka matlab samjhe ke dil se kam ka irada karna. Masjid me kis liye gaye hay? Allah ki reza ke liye Namaz padhne. Isi ka naam Niyayt hay. Zaban se zor se bolna zaruri nahi. Ha namaz ko moayyan karna padega ke zohar ke liye ya juma ke liye Sheikh Rizwanali Palsania namaz