jamat namaz me imam e jamat kunoot pada rahe ho to kya hum dusri koi dua pad sakte he..? imam e jamat jo pada rahe ho wo dua hame nai aati ho to kya karna chahiye ? sirf sunna chahiye ya koi dusri dua padni chahiye ? July 20, 2018 by Hasan mahdi aap koi bhi dua padh sakte hain Sayed Zameer Haider Salah