Janab aise kapde jinhe kisi non muslim ne iron kiya ho aur iss baat ka pata na ho ki usne iron kartey waqt kapdo pe pani lagaya hai ya nahin kya aise kapdey pahen ke namaz padhi ja sakti hai July 20, 2018 by Hasan mahdi agar najis hone ka yaqeen na ho to wo paak hai Sayed Zameer Haider Clothing