Agr ap Jamat se par rahe hain to jis tarah jamat ho rahi hai us tarah paren, agr 3 time jamat ho rahi hai to 3 time hi parye. Albatta agr furada par rahen hain to alag alag 5 waqt parye
Zohr ka time to tay hai Asr ka time zohr ke taqreban 2:30 ghante ke bad hota hai aur Namze Esha ka waqt namaze Maghrib ke taqreban 45 min bad hota hai