Janabe Fatima Zehra or Maula e Qainat a.s shauhar or zauja the. Islam me shauhar ko zauja ki hifazat krne k liye hukm diya gaya hai. Mera sawal ye h ki jab Janabe Fatima Zehra s.a darbar me gai to Maula Ali a.s unke sath kyu nahi gae?

Agr Maula a.s. jate to
1. Unpar Khilafat mangne ka ilzam lagta
2. Unki Mazlumiyat samne na aati.
3. Unko qatl karne ka bahana banaya jata
etc