Jb mjburi mien train ya bus mien namaz padhna padh jaye to uska tariqa bta diye or ye bhi btayega or hmko qibla nhi pta ho to us condition mien kya hukm hai?

Jitna mumkin ho namaz k sharaet ko poora karen aur bad me Qaza karen