Jiis tarike se ek ghusl mein kai saare niyyay ki jaati hai (jaise jumme, shabe qadr, koi wajib ghusl, isteghfar ka, shukraane ka, mafi zimma ka) usi tarike se kya mustahbi namaz mein mukhtalif niyyate kar sakte hai (namaze shukrana, hadiye waledain, hadiya imam e zamana, namaze zoyarat, waghairah).
Nahi, mukhtalif namaze ek sath nahi pari ja saktin. Faqat Aytullah Bahjat sb Namaze Ghofaila aur Namaze Nafla maghrib ko ek sath niyat karke para ja sakta hai