Ka ek larki apne meher me ek rakam k alawa kuch or nahi mang sakti maslan jaise karbala ki ziarat maang le haj umrah mang le ya aage deeni or duniyawi parhai krne ki ijazat mang le?
Please is bat ko wazeh kijiye ki meher me kya kya manga ja sakta h?

Mehr me har wo jiski maliyat ho aur wo chezen jo apne arz kin sab mangi ja sakti hain. Koi Haram kam ya ghyre share chez nahi mangi ja sakti