karbala mein Imam Hussain (a.s) k shahadat k baad Zuljana aur zulfiqar ka kiya huwa kahan gaye wo?

Zuljanah ki bhi shahdat ho Gai Zulfiqar imam Zainul Abedin as ke zariye mustaqil hoti Hoi is waqt Imam e Zamana as ke pass hai riwayat me hai waqte zuhoor imam e Zamana as Rasul saw Ki aba aur Zulfiqar ke sath inshallah zuhoor farmayenge