Kia ghusal e janabat se pehly wazu krna chiye ya nhi aur ghusal k bad konsy kalemat prhny chiye?

Gusle janabat se pehle wazu karne mai koi haraj nahi hai lekin gusle janabat ke bad jab tak wazu batil karne wali koi chize paish na aye tab tak wazu nahi karna chahiye