Kia hamare yaha bhi moharram ki 1 date se 9 moharram tak roze rakhe jate hai
agar ha to unki niyat kia hogi

Ji Moharram ke 1st se 9th tak ka Roza Mustahab hai
Niyat: Jis date ka Roza hai us din ke lehaz se niyat kare Qurbatan elallah