Kia hr aulad pr wajib hy k wo kam se kam apni kamai ka 1/8th hissa waldain pr kharch kre? Kia beti pr b ye lazim hy agr wo apna khud kamati hy? Shadi shuda aur ghair shadi shuda dono soraton k lye jawab dijiye ga please. Agr shadi shuda beti apna khud kamati hy to kia os pr wajib hy k wo apne shohar ki ijazat se waldain pr kharch kre ya baghair ijazat b kharch kr skti hy? Aur kia waldain ko btana b lazim hy ya nhi? Ta k waldain aur shohar dono ki self respect qaim rahay!