Kia Islam mey taweez wagera karana sahi kam ke liyea jayez hai ya nahi?

Agar yeh kaam dua aur azkar ki hadd tak hai to theek hai magar ise profession nahin banna chahiye. Quran main bahot si ayaat dua hain ya Aimma (a.s) ki Munajaat aur dua ko logon ke liye betaur Shifa taweez ki shakl main diya ja sakta hai.