Kia main un ka sath bajammat namaz parh sakta hon specially jumaprayer? As there is no shia masjid nearby my office. Aur kia main hath band ke namaz parh sakta hon as here people are very extremist October 12, 2019 by Hasan mahdi Agar aapki izzat ya jaan par khatra ho to taqaiya karte hue unke sath hath bandh kar padh sakte hain lekin namaz me khud hi surah waghaira padhiye Sayed Zameer Haider namaz