Koi shia sakhs hai jiski musalmani (khatne) nhi hui hai or wo baligh ho gya. Kya uska is halat m namaz roza zyarat karna sahi hai?

G namaz roza ziyarat sahi hai
Magar haj ke liye khatna zaroori hai kyonke tawaf ke liye khatna wajib hai